Friday, June 09, 2006

Aaj jaane ki zid na karo...

Category : Ghazal
Movie : Featured in Monsoon Wedding (2001)
Performers : Farida Khanum


: aaj jaane kii zid na karo
: yuun hii pahaluu mein baithe raho
: haaye mar jaayenge ham to lut jaayenge
: aisii baatein kiyaa na karo

: tum hii socho zaraa kyuun na roke tumhein
: jaan jaatii hai jab uthake jaate ho tum
: tum ko apanii qasam jaan-e-jaan
: baat itanii merii maan lo

: vaqt kii qaid mein zindagii hai magar
: chand ghadiyaan yahii hain jo aazaad hai
: in ko kho kar abhii jaan-e-jaan
: umr bhar na tarasate raho

: kitanaa maasuum-o-rangiin hai ye samaa
: husn aur ishq kii aaj meraaj hai
: kal ki kis ko Khabar jaan-e-jaan
: rok lo aaj kii raat ko...


Source : http://www.hindilyrix.com

Those were the lyrics, however, if we look at the soundtrack transcript (the way it is sung) it just adds more dimensions to the song...Here Goes...

Aaj jaane ki zid na karo (3)
Yunhi pehloo mein baithe raho (2)
Aaj jaane ki zid na karo
Haay mar jaayenge, hum to lut jaayenge
Aisi baatein kiya na karo
Aaj jaane ki zid na karo (2)
Haay mar jaayenge, hum to lut jaayenge
Aisi baatein kiya na karo
Aaj jaane ki zid na karo

Tum hi socho zara, kyun na roke tumhe
Jaan jaati hai jab uth ke jaate ho tum (2)
Tumko apni qasam jaan-e-jaan
Baat itni meri maan lo
Aaj jaane ki zid na karo
Yunhi pehloo mein baithe raho (2)
Aaj jaane ki zid na karo
Haay mar jaayenge, hum to lut jaayenge
Aisi baatein kiya na karo
Aaj jaane ki zid na karo

Waqt ki qaid mein zindagi hai magar (2)
Chand ghadiyan yehi hain jo aazad hain (2)
Inko khokar mere jaan-e-jaan
Umr bhar na taraste raho
Aaj jaane ki zid na karo
Haay mar jaayenge, hum to lut jaayenge
Aisi baatein kiya na karo
Aaj jaane ki zid na karo

Kitna maasoom rangeen hai yeh sama
Husn aur ishq ki aaj mein raaj hai (2)
Kal ki kisko khabar jaan-e-jaan
Rok lo aaj ki raat ko
Aaj jaane ki zid na karo
Yunhi pehloo mein baithe raho (2)
Aaj jaane ki zid na karo
Haay mar jaayenge, hum to lut jaayenge
Aisi baatein kiya na karo
Aaj jaane ki zid na karo


E.X.Q.U.I.S.I.T.E. !!!